Shohar Ko Kabu Me karne Ka Wazifa
Shaadi ek bahut hi khoobsoorat rishta hai lekin agar aapka humsafar aap ki kadar na kare ya bad mijazi kare toh ye rishta kaanto ka raasta ban jaata hai. Agar aap ke shohar bhi aap k saath badmijaazi karte hain, ya aapke kahe ansuaar nahi chalte toh aap shohar ko kabu me karne ka wazifa padhe. Hume kai behno ne guzarish kari hai ki hum unse shohar ko apne bas me karne ki dua btaen. Ye dua un sabhi behno ke lie hai jo apne shohar ke badle andaaz se pareshan ho chuki hain aur unhe apne bas me karna chahti hain.
Kai dafa shohar apni biwi ko tawajjo nahi dete aur na hi unki sunte hain. Aesa karne ke peechey bahut se karan ho sakte hain, ho sakta hai ki aapke shohar kisi aur aurat ke jaal me fas gae ho ya fir un pe kisi ne kaala jaadu kara dia ho. Ye shohar ko kabu me karne ka wazifa aapko aesi sabhi pareshaniyo se nijaat dilaega aur aapke shohar ko apka gulam bana dega.
Shohar Ko Kabu Me Karne Ki Dua
Apne shohar ko kabu me karne ka wazifa aap is tarah padhe:
- Sabse pehle wudu kar le aur taaza kapdey pehne.
- Isha ki namaz ko adaa karne ke baad aapko ye shohar ko kabu me karne ka wazifa padhna hai.
- Ab 30 dafa, “Bismilla Hirrahma Nirrahim” padhe.
- Is ke baad 300 dafa “Ya Lteefuu” padhe. Isko padhte wakt apne shohar ko yaad Karen aur Allah se apne shohar ke lie dua kare.
Shohar ko kabu me karne ka wazifa aapko 21 din tak lagataar padhna hai. Inshallah aap dekhengey kis tarah aapka shohar aapki har baat pe manzoori dikhaengey aur unka mijaaz bhi aapki taraf badal jaega. Ye shohar ko kabu me karne ki dua aapki sabhi pareshaniyo ka saral sa upay hai. Agar aesa karne par bhi aap ke shohar ke mijaaz nahi badalte hain toh aap humare molvi ji se sampark Karen.
Shohar Ko Apne Bas Me Karne Ki Dua
Baaz dafa shohar apni biwi ki baat nahi maante hain jis ki wajah se dono me kaafi ladai jhagda hojata hai. Agar aap bhi apne roz roz ki ladai se pareshan ho chuki hain toh shohar ko apne bas me karne ki dua aap zaroor padhen. Ye kaabil aur kargar dua aapke jeevan me khusiyaan bhar degi. Shohar ko apne bas me karne ki dua aap is tarah Karen:
- Sabse pehle wudu Karen.
- Shohar ko apne bas me karne ki dua ko aapko humesha Bismillah padh ke shuru karne hai.
- Ab aap koi meethi cheez lein aur , “ Allah umma Innee As Aalu Kaa Minn Fad Leeka” dua ko 21 dafa padhen.
- Is dua ko padhte wakt Allah se aapke shohar ko bas mein karne ki dua Karen aur aakhir mein us mithi cheez pe foonk dein.
- Ab aap us mithi cheez ko apne shohar ko khila dein.
Ye shohar ko apne bas me karne ki dua aap 5 din tak Karen. Inshallah aap bahut jaldi hi is ke kaargar nateejey dekhengi.
Agar aapko kisi bhi tarah ka salaah mashwara karna hai toh aap humare molvi ji se baat Karen. Allah apki saari muraden puri kare!