Pareshani Se Nijat Ki Dua
Pareshani sab ke jeevan ka hissa hai aur har insaan apni pareshani se nijaat paana chahta hai. Agar aap bhi kisi pareshani mein hain aur us pareshani se jald se jald nijat paana chahte hain toh aap pareshani se nijat pane ki dua padhen. Ye bahut hi kaargar pareshani se nijat ki dua hai aur ye kisi bhi tareeke ki pareshani se aapko nijat dila sakti hai.
Pareshaniyan kabhi bhi puch ke nahi aati aur kai baar toh pareshamiyan itni badi hoti hain ki insaan ke honsh udd jaate hain. Par aap chinta na karen , agar aap pareshani se nijat paaney ki dua padhengey toh inshallah aapki badi se badi pareshani hal hojaegi. Roz hum kisi na kisi pareshani ka saamna karte hain aur insaan ke jeevan me pareshaniyaan aana aam baat hai par zaroori ye hai ki musibat ki is ghadi mein hum apna hausla nahi khoe aur dil o jaan se Allah se dua Karen ki wo aapki saari preshaniyaan door kare.
Pareshani Se Nijat Pane Ki Dua
Pareshani se nijat pane ki dua aap is tarah Karen:
- Sabse avval haath mooh dho lijiye.
- Paancho wakt ki namaz adaa karne ke lie pabandi Karen aur roz is dua ko namaz adaa karne ke baad 5 baar padhen.
- Ab aap, “ अल्लाहु, अल्लाहु रबी ला युश्रीका बही शय्या” dua padhen.
- Allah se dua Karen ki wo aapki sari pareshaniyan door kare.
Inshallah aesa karne se aapki saari pareshaniyan door hojaengi. Ye pareshani se nijat pane ki dua in hindi aap roz namaz adaa karne ke baad padhen. Aapko bahut hi karishmaai nateejey milengey.
Pareshani se nijat pane ki dua aap kabhi bhi padh sakte hain. Agar aap ke ghar me koi pareshani hai, ya aapke kaarobar me koi pareshani aa gai hai, ya koi apse dushmani nikaaal raha hai, in sabhi sooraton mein aap ye presahani se nijat paney ki dua padh sakte hain.
Pareshani Se Nijat Ki Dua in Hindi
Musibat ke samay mayoos na ho aur unka datt ke saamna Karen . Agar aap k ghar parivar mein koi pareshani se ghira hai yoh usey ye pareshani se nijat paney ki dua in hindi ko padhne ka mashawara de. Inshalllah agar aap kisi ki madad karengey toh allah kabhi aapki mada karne se nahi chookega.
Ye pareshani se nijat pane ki dua bahut logo ne istemaal ki hai aur apni zindagi ki pareshaniyo se nijat pai hai. Aap bhi apni zindagi ki musibaten pareshani se nijat paney ki dua in hindi se hal kar sakte hain.
Allah bahut Rahim aur karim hai. Wo apki madad zaroor karega. Agar aapka allah me imaan hai toh Alaah Taala aapko kisi pareshani mein akele nahi chodega. Bas yaad rakhen ki aap pareshani se nijaat paaney ki dua humare batae gae tareeko se Karen. Agar aap koi salah mashawara karna chahte hain toh aap humare molvi ji se zaroor baat Karen. We aapki baat ki teh tak jaake aapko bahut hi kaargar aur karguzar nuskhey bataengey jis se aapki saari paresaniyaan hal hojaengi.