Pareshani Dur Karne Ki Dua – Musibat Se Nikalne Ki Dua in Islam

Pareshani Ki Dua

Pareshani zindagi ke kisi bhi mod par aa sakti hai, islie zaroori hai ki hum aesi pareshaniyon se na daren aur inka saamna Karen.  Kabhi kabhi humare jeeven mein itni pareshaniyaan aa jati hain ki hum unse ladte ladte thak jaate hain. Insaan aese samay mein apna hausla kho deta hai aur khud kushi karne ki sochta hai. Toh aesi hi kuch pareshaniyon ka hal hum aapke lie leke aae hain is pareshani dur karne ki dua ke saath.

Pareshani dur hone ki dua bahut hi kaargar dua hai jisne bahut logo ki zindagi sanwaari hai. Is pareshani dur karne ki dua se aap apne jeevan sambandhit koi pareshani chahe wo kaarobar ki ho, ghar ki, ya rishte ki, aap har pareshani ko is dua se dur kar sakte hain.  Agar humare jeevan mein pareshaniyaan hain toh Allah Taala ne humare lie us ke hal bhi diye hain.  Ye pareshani dur hone ki dua hai jise aapko humare batae gaye tareeke se padhna hai:

Pareshani Dur Karne Ki Dua

Pareshani Dur Karne Ki Dua

  • Sabse pehle taza wazu kare.
  • Aapko ye dua insha ki dua farigh hokar padhna hai.
  • Ab aap ,” Ya Ar – Hamar Raa Heemenen” ko 2100 dafa padhen.
  • Is pareshani ki dua ko padhte wakt Allah se dua Karen ki wo aapki saari pareshani dooe kar den.

Is pareshani dur karne ki dua ko aap 21 din tak roz Karen. Inshallah aapki dua jaldi hi kubul hogi aur Allah aapki har pareshani door karengey.

Kai baar humari zindagi mein pareshaniyaan kisi ke kaala jadu karne se ya kisi ki buri nazar lagne se bhi badh jaati hain. Kaala jaadu aur buri nazar har insaan ki zindagi me musibaton aur pareshaniyon ka izafa kar deti hain. Agar aapko lagta hai ki ksi ne aap pe , ya apke parivaar pe kala jadu kara rakha hai toh aap bilkul bhi niraash nahi ho aur is musibat se nikalne ki dua ko padhen . ye pareshani dur karne ki dua aap k ghar ya aap pe hue kala jadu ke asar kum kar ke aapki khushiyaan wapas lautaegi.

Musibat Se Nikalne Ki Dua

Musibat se nikalne ki dua ko is tarah padhen:

Musibat Se Nikalne Ki Dua

  • Sabse pehle taza wudu Karen.
  • Ab aap Quraan e pak k saamne ek paani ka chota bartan leke bethen.
  • Ab ‘Ayat e Istaazah’ kholen aur usko 11 dafa padhen.
  • Is pareshani door karne ki dua ko padhne ke baad aap us paani pe apni foonk den.
  • Is paani ko apne ghar ki deewaron pe chidakte hue Allah taala se dua Karen ki wo aapko sari pareshaniyon se nijaat dilaye.

Is tarah aapko yeh 21 din tak lagatar karna hai. Inshallah aapki zindagi se saari musibaten chali jaengi. Ye bahut hi kaargar musibat se nikalne ki dua hai jo aapki zindagi ki udaasi ko chain bhari zindagi mein tabdeel kar degi. Rozana subah uth ke sabse pehle Allah Taala ka shukar Karen aur us se apni zindagi ki khushiyon ki dua Karen.

Agar aap humare molvi ji se salaah mashawara karna chahte hain toh hume is number: +91-9855923779 par call Karen . Hum apne customers ki jaankaari raazdaar rakhte hain toh aap humey bina darr ke sampark Karen. Allah aapki saari muraden puri kare. Amen!

Our Score
Click to rate this post!
[Total: 2 Average: 4]

Leave a Comment