Jaldi Shadi ka Wazifa in Islam
Shaadi ek bahut hi khoobsurat rishta hai jo har insaan ki zindagi ko khushnuma banata hai. Agar aap bhi shaadi ke umar ke hai aur jaldi shadi hone ke liye Allah se dua kar rahe hain, toh samajh lijiye ki aapko dua kabool ho gai. Aaj hum aapko jaldi shadi ka wazifa in Islam bata rahe hain jo ki shadi ke umar ke log apni shaadi liye padh sakte hain. shadi sahi wakt par hojae toh insaan ki aadhi pareshani wahi kahtam ho jati hai toh janiye aap bhi kis kis tarah aap bhi apni shadi se judi parehsaniyo se nijat paa sakte hain.
Shadi ki umar nikalne ke baad bahut mushkil se shadi ke liye rishta milta hai , isliye laazmi hai ki har insaan chahta hai ki samay se shaadi ho jaae. Agar aapki shadi me kisi bhi tarah ki rukawat ya pareshani ke karan jadeed ho raha hai toh jaldi shadi hone ka wazifa In Islam padhe:
“اللہوما جاالنی محسود بن فائی کے دو ہاققا Ya بودوہوو Ya بودوہوو”
Is wazifa ko aap roz subah sham 100 baar padhe aur Allah se aapke nikah ke liye dua kare. jaldi shadi ka wazifa in Islam padhne se pehle aapko wuzu karna hai aur 5 dafa Durood E paak padhni hai. Dua padhne ke baad aap Allah se apne nikah ke liye dua kare. Inshallah jaldi hi khuda ki rehmat se aapka nikah hojaega aur shadi se judi pareshaniyan bhi dur ho jaengi.
We ladke ladkiyan jo kisi se dil o jaan se mohobatt karte hain aur chahte hain apne mashuk se nikah karna, toh shadi ke liye razi karne ki dua bahut hi kaargar hai. Baaz dafa humara mashuk, ya ma baap bhi shadi ke liye raazi nahi hote. Aaj hum aapko ek aesi kaargar dua batengey jo aapki sabhi pareshani dur kar degi.
Related Post: Jaldi Acha Rishta Milne ka Wazifa
Shadi Ke Liye Razi Karne Ki Dua
Agar aapke walden apki shadi ke liye nahi maan rahe hain toh aap shadi ke liye razi karne ki dua padhen:
- Taza wuzu kare aur Isha ki namaz adaa kare.
- Ab teen baar Durrod e Sharif padhe.
- Teen baar Surah Tauba padhe.
- Ab thodi cheeni le aur ,“baa rakkall laahuu la-kumm waa baarakkaa alaykumm wa jamaa bayna kumaa fee khaeyyr” 100 bar padhe .
- Dua padhne ke baad Allah se apke maa baap ko shadi ke liye razi karne ki dua kare aur us cheeni par foonk de.
Aesa aapko 21 din tak lagatar karna hai. Dhyaan rahe ki aap wo cheeni apne ma baap ko khane ko de. Aap us cheeni ko chai mein bhi mila ke pila sakte hain. Inshallah is shadi ke liye razi karne ki dua se aapko wakai mein kaafi ache nateejey milengey aur jaldi hi aapki shadi ke liye sabhi razi ho jaengey.
Aap is dua ko apne mashuk ko razi karne ke liye bhi padh sakte hain. Bas dhyaan rahe ki aap apne mashuk ka tassvaur dua padhte wakt yaad rakhen. Humare Maulvi ji se salaah mashwara karne ke liye website pe diye hue numbers par call kare.